How To Play GTA San Andreas & GTA V In Android Phone

Gta -San Andrass ek esa game hai jo world famous game hai sayad is game ke sabhi divane hoge par Laptop ya computer na hone ke karan bhut se log is game ko khel nhi pate par ajj hum apke lye is post me apko Btaoga ki aap apne Andriod phone me Gta -san andrass ko chla sakhte hai.Aur apko is game ko khelene ke lye koi khrcha karne ki need nhi hai.


Hum sab jante hai ki Gta-San Andrass ek esa game hai jo hamari real life se milta julta hai jese hum real life mai karte hai besa hi is game hai.Ye game khafi had tak realty par base hai. Islye ye khafi logo ko pasand hai lekin jada tar logo ne abhi tak ye game cable apne desktop(computer),ya laptop par hi khela hoga lekin ab is game ke fan ki liye ye ek kush kab hiri hi hai ki ab ye game app apne Andriod phone mai bhi khel sakte hai.Iskelye apko kuch asan shi steps ko pura karna hoga or ise aram se apne phone mai khel sakte hai.

Gta San Andreas kaise chalaye step by step :

Step 1: Sabse phele apko ek esa smart phone hona chaiye jisme 2GB ram ho kyu ki is game ko itni ram bale phone me hi chla sakte hai .

Step 2: Uske baad apko google par jana hoga bha par apko search mai likhna ho gta-san andrass for Andriod use baad

Step 3: Phir uski link ko open karke latest file ko download karna hoga ur uske app ko bhi

Step 4: Jab ye app download ho jae to ise install kar le ur uski file ko bhi.

Step 5: Iske baad apko ek or app download karna padega Es file Explorer jab ye app download ho jae phir isse open kare


Step 6: Phir Es-file -Explorer mai download folder ko khole phir us gta file jo humne app ke sath download ki thi use khole


Step 7: Uske baad jab bo khul jae to use jo file ae une select karke move kare.

Step 8: Us file ko phone storage mai Andriod folder ko open karo jab bo khul jae usme do folder ayege

 1.data,

2.obb

Ab hume dusra folder select karna hai

Step 9: Jab use select karege to usme ek folder hoga gta-san andrass hume isse folder mai un file ki move karna hai.

Step 10: Ab app gta-san andrass bala app open karege apka game chalu ho jaega.

Bass apko itni si asan step ko pura karna hoga or apka game apke smart phone mai hoga.

Agar apka game abhi bhi nhi chal rha hai to app mere comment kar puch sakte hai.

Agar apko ye post helpful lage to apna feedback hame jarur de.

Post a Comment

0 Comments